Yeh waqiya ek hospital mein samnay aya jahan ek mareez ka elaj chal raha tha. Reports ke mutabiq mareez aur ek nurs ke darmiyan ghair ikhlaqi taluqat the, aur isi doran mareez ki achanak maut ho gayi. Maut ka sabab heart attack bataya ja raha hai kyunki patient pehle se hi kamzor tha. Lekin sabse ziada herani ki baat yeh thi ke nurs ne mareez ke marne ke baad bhi kuch aise qadam uthaye jo na sirf ghair qanooni the balki society ke liye bhi sabak amoz hain.
Is incident ke baad hospital management ne foran action liya aur poora mamla police ko report kiya. Ab ye case investigation ke under hai aur nurs ke khilaf bhi karwai chal rahi hai. Yeh waqiya humein yeh sabak deta hai ke health care ke field mein sirf zimmedari aur imandari ki zarurat hoti hai, na ke aise rawaiye jo insani izzat aur profession ki qadar ko mitti mein mila dein.